Mujhe laga mai badlo mai chal rha hu uska dil hath mai liye magar wo wehem tha mera
Mai toh tha un kaach k tukdo pe jinhe mai badal samajh baitha tha,
Zindagi ka sabse bada pehlu aj samne aagya hai sheeshe si saaf hai yeh duniya aur uske log jo na hue the kisi k na ho payenge kisi k q k wo na ho sake khud hi ke ,
Dukh ,dard yeh nayi cheez nhi hai iski to aadat hi hai mujhe bachpan se,
Pyaar b tukdo mai mila kisi pal mai cheena kisi pal mai lauta,
Bas samay samay ka khel hai yeh sab jo insan ko hi badal deti hai kya se kya kardeti hai,
Bas yeh duniya ek hi seekh deti hai na kar mujhpe bharosa na kar uspe bharosa kare to kar khud pe bharosa q k tu apne ap ko kabhi nhi de sakta dhoka
Kabhi nhi de sakta dhoka.....